My Blogger TricksAll Blogger TricksAll Blogging Tips

शुक्रवार, 8 जनवरी 2016

Apne Mobile Ka Label Kaise Badhaye..

Hello Friend Welcome!!!! To My Blog..

Agar Aap Chahte Hai Internet Se Related Jankari To Abhi Apna Gmail Subscribe Kar Le.

To Dosto Aaj Hum Janenge Ki Apne Blog Me Label Yaani Catogries Kaise Add Kare.

Label Hota kya Hai?

Label Hota Ye Hai Ki Jaise Aap Maan lo Ki Aap Koi Chij Post Kiye Jaise ; Jokes,Mobile trick,Computer trick,etc To Aap In Ka Catogries Bna Sakte Hai Agar Koi Visitor Aapko Blog Pe Aayega Aur Jo Chij Aap Post Kiye Ho Kisi Se Related To usko Khojne Me Pareshani Ho Jata Hai.
Agar aapka Catogries Bana Hai To Wo Turant Catogries Me Jakar Apna
Pasand  Wala Chij Derect Padh Sakta Hai.
Waise Agar Aap Blogger Hai To Aapko apne Blog Me Catogries to Zaroori Hai Warna visitor Ko Dikkat Ho Jayega.
To Dosto Chaliye Jante Hai Catogries Kaise apne blog me Banate Hai.

Catogries Kaise Banaye.

Sabse Pehle Aap Apne Blog Me Jakar gmail k zariye login Kare Agar Aapka gmail account nhi hai to Gmail Pe Jakar Login Kare.

Uske Baad Dashboard Me Jaker Layout Par Click Kariye.

Fir Add gadget Par Click Kariye

Fir ek Popup Windows Khulega Usme Likha Hoga Label To Aapko Label Par Click Karna Hai.

Fir Ek Window Khulega.

Usme  Tittle Daalna Hoga Tittle Me Aapko Catogries Likhna Hai.

Uske Baad Aapko Option Choose Karna Hai.

Fir Save K Button Par Click Karna Hai.

Chaliye Aapka Catogries Ban Gaya.

ab Janenge Catogries Me Apna pasand Ka Trick Waala Name Kaise Daale.

Dashboard pe Jakar Add post par click Kariye Fir Jo Post Karna chahte ho Likho.
Uske Baad Side Me Hoga Setting Option Uspar Click Kare.

Fir Label Pe Click Karke Aap Jis Chij Se related Post Likha Hai uska Name Daale Maal Lijiye Aap Blogger Se related Post Likhe Ho To Blogger Ka Name Daale.
Fir Done Ke Button Par Click Kare.

Congratulation!!
Aapka Label Ban Gaya Ab Aap apne blog ko open krke dekh sakte Ho apna Catogries waala label.

To Dosto Agar Zara sa bhi samajhne probleme Hai to comment Karke Hume Btaaiye.
    
               Dhanywad😀

0 comments:

एक टिप्पणी भेजें

Agar Mobile Use Karte Hai To वेब वर्शन देखें Pe Click kare.

hamse sampark kare

नाम

ईमेल *

संदेश *

Blog Archive