My Blogger TricksAll Blogger TricksAll Blogging Tips

This is default featured slide 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

Blogger लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Blogger लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शुक्रवार, 8 जनवरी 2016

Apne Mobile Ka Label Kaise Badhaye..

Hello Friend Welcome!!!! To My Blog..

Agar Aap Chahte Hai Internet Se Related Jankari To Abhi Apna Gmail Subscribe Kar Le.

To Dosto Aaj Hum Janenge Ki Apne Blog Me Label Yaani Catogries Kaise Add Kare.

Label Hota kya Hai?

Label Hota Ye Hai Ki Jaise Aap Maan lo Ki Aap Koi Chij Post Kiye Jaise ; Jokes,Mobile trick,Computer trick,etc To Aap In Ka Catogries Bna Sakte Hai Agar Koi Visitor Aapko Blog Pe Aayega Aur Jo Chij Aap Post Kiye Ho Kisi Se Related To usko Khojne Me Pareshani Ho Jata Hai.
Agar aapka Catogries Bana Hai To Wo Turant Catogries Me Jakar Apna
Pasand  Wala Chij Derect Padh Sakta Hai.
Waise Agar Aap Blogger Hai To Aapko apne Blog Me Catogries to Zaroori Hai Warna visitor Ko Dikkat Ho Jayega.
To Dosto Chaliye Jante Hai Catogries Kaise apne blog me Banate Hai.

Catogries Kaise Banaye.

Sabse Pehle Aap Apne Blog Me Jakar gmail k zariye login Kare Agar Aapka gmail account nhi hai to Gmail Pe Jakar Login Kare.

Uske Baad Dashboard Me Jaker Layout Par Click Kariye.

Fir Add gadget Par Click Kariye

Fir ek Popup Windows Khulega Usme Likha Hoga Label To Aapko Label Par Click Karna Hai.

Fir Ek Window Khulega.

Usme  Tittle Daalna Hoga Tittle Me Aapko Catogries Likhna Hai.

Uske Baad Aapko Option Choose Karna Hai.

Fir Save K Button Par Click Karna Hai.

Chaliye Aapka Catogries Ban Gaya.

ab Janenge Catogries Me Apna pasand Ka Trick Waala Name Kaise Daale.

Dashboard pe Jakar Add post par click Kariye Fir Jo Post Karna chahte ho Likho.
Uske Baad Side Me Hoga Setting Option Uspar Click Kare.

Fir Label Pe Click Karke Aap Jis Chij Se related Post Likha Hai uska Name Daale Maal Lijiye Aap Blogger Se related Post Likhe Ho To Blogger Ka Name Daale.
Fir Done Ke Button Par Click Kare.

Congratulation!!
Aapka Label Ban Gaya Ab Aap apne blog ko open krke dekh sakte Ho apna Catogries waala label.

To Dosto Agar Zara sa bhi samajhne probleme Hai to comment Karke Hume Btaaiye.
    
               Dhanywad😀

सोमवार, 4 जनवरी 2016

Blog Me Java Scrip HTML Code Kaise Add Kare..


Hello Friends How Are You Agar Achcha Hai To Koi Baat Nhi Agar bura Hai To Comment Kare.

To Dosto Aaj Hum Janenge HTML java scrip code Kaise Daale Apne Blog Bahut Hi Simple Hai boss Bas Aap Mere Post Ko Padh Lo Apne Aap Sikh Jaaoge.


HTML Code Hota Kya Hai.

Dosto HTML Code Wo Code Hai Jis se Aap Blog Ka Style Badha Sakte Ho Apne Blog Me Man Chaha Widget Add Kar Sakte Ho.

HTML ka Full Form Hota Hai . High Text Markup Language.

To Dosto Chaliye Suru Large Hai.

           HTML code apne Blog Me Kaise Add Kare.

Agar Aapko Sikhna Hai To Mere Post Ko Fellow Kate.

Sabse Pehle Aap blogger.com pe apna Gmail Account Se  Login Kijiye Agar Aapko Gmail Account Nhi Hai To Yaha Click Kare Aur apna Gmail account bna le Agar Hai To Koi Baat Nhi.

Login karne Ke Baad Dashboard Me Jaaker layout me jaaiye.Mai screenshort de raha hoo.


Uske baad Add Gadget par click Mariye.
Fir Javascrip Html par click mariye.
Niche Diye Gaye Screen short K Jaisa Ek Page Open Hoga.
Usme Aap Apna tittle Daal Sakte Hai Tittle Nhi daaloge To Bhi Chalega.
Save par click mariye aapka JavaScript Set Ho Gaya Aap Jahaa Set Krna Change The.


To dosto Kaisa Laga Mera Post Agar Achha Laga To Mera Page Khushi se Like kr Dijiye.
Agar Koi Problem Aaye To Comment Zaroor Karna Kyonki Hamesha Hamesha Ki Tarh Me Aapka Help karta Hoo aur karta hi rahunga.
       
    Writter Rajesh Kumar Raj

बुधवार, 30 दिसंबर 2015

Fevicon kya hai? Isko Kaise edit kare?

Apne blog ka favicon ya logo ko kaise change kar sakte hai. aaj mai aapko iske bare me bata raha hu. ye bahut aasan hai aap apni pasand ya apne blog ke name ka icon yaha laga sakte hai. ye bahut hi acha tarika hai apne blog ki pahchan banane ka.
Favicon ek choti c  lagbhag (16px x 16px size) ki photo hoti hai. jise aapne websites ke address ki side me dekha hoga. aap bhi apne blog par apna logo laga sakte hai. isse aapke visitors ko aapka blog website ki taraha lagega

Sabse pahle blogger.com par log in kare or apne blog ke dashboard par jaye.

1. layout par click kare
2. favicon ke samne edit par click kare.
ab aapke samne is taraha ki ek window open hogi.

1. Choose file par click karke apne photos me se ek photo chune jo 100kb se jyada size ki nahi ho.
2. photo choonne ke bad Save par click kar de aap wapis apne blog e layout par aa jaoge.
Save arrangement par click kare.


To dosto kaisa lga ye post 
Thanks

Apne Blog Me Google Translate Widget Kaise Add Kare....Hindi Me Jankari

Hi friends , Aaj me aapko batane ja raha hu ki apne blog me google translate widget kaise add karte hain . Agar aap chahte hain ki aapke blog par pure world visitors aaye or aapke blog ka traffic bad jaye .Toh iska ek free tarika aaj me aapko batane ja raha hu. – blog me google translate widget add karna, jisse aapke blog ko visitors kisi bhi language me pad sakenge. hindi , english , or other kisi bhi language me translate kar sakte hain .

Google translate widget se hame traffic bhi tab mil sakta hai jab hame kisi knowledge ke acche writer ho . fir chahe vo hindi , english ya koi bhi language ho . Aap kisi bhi language me blogging kar sakte ho but aapki writting me 80% words sahi likhe hone chahiye . jisse u se dusri language me translate karne par clear translation ho sake . or other language ke readers aapke blog ko pasand kar sake . Or aap apne blog ka traffic kafi bada sakte hain.

Blog Me Google Translate Widget Add Kaise Kare ?

Apne blog me google translate widget karne se kya fayda hota hai ye to aap ab jan hi chuke honge . toh chliye ye bhi jan lete ki blog me google translate widget kaise add karte hain .
  1. First of all aap apne blog ke dashboard par jaye or layout par click kare .
  2. Ab aapko jaha google translate widget add karna hai vha par add a widget par click kare.google translate widget
  3. Translate par click kare.
Ab ek popup window open hogi usme aapko google translate ka title or style select karni hai.
  1. Google translate widget title enter kare .
  2. Translate widget ki style select kare.
  3. Ab save par click kare.save widget
finaly  save template par click karne ke bad aapke blog me google translate widget add ho jayegi . ab aapke visitors aapki blog posts aasani se apni language me pad payenge .
Toh friends ye tha google translate widget se apne blog ki traffic ko badane ka tarika . jisme aapko kuch bhi karne ki jarurat nahi hai. agar aapko ye post pasand aayi ho toh is post ko apne friends me share jarur kare ……
Aur mujhe contact Kare Whatsapp Pe.
         Thanks

सोमवार, 28 दिसंबर 2015

Blogger Pe Website Kaise Banaye...

Friend website banane ke lie sabse pahele DOMIN name ki jarurat hoti hai.Yaha hm free me website
banana sikhege wo bhi bina DOMIN name kharide hue.


www.blogger.com ye Google ki free site hai jaha par hm free me website bana skte hai or income bhi kar skte hai.


 Blogger me site kaise banaye


Iske lie sabse pahele GMAIL me account hona jarurri hai.

Agar aap ke pass gmail account nhi hai.
To Yha click Kare.
                       Gmail.com
Agar Hai To koi Baat Nhi Yha Se Login kr le.


             



Blog banane ke lie blogger par jaye.

Blog banane ki lie new blog par click kare.

Ek naya page khulega.

Blogs List  ›  Create a new blog



You can also add a custom domain later.
Template
Simple
Dynamic Views
Picture Window
Awesome Inc.
Watermark
Ethereal
Travel
You can browse many more templates and customise your blog later.
 create blog! cancle 
 page par aap apne blog ka Title,(jis name se apna blog banana hai daale)Address me usse Title ko daale.
Exp-jaise aapne Title me Amit daala hai to apkae blog ki link amit.blogspot.com ho jayegegi.
Iske baadblog ki  create button par click kare.

Ab ho gya aap ka blog taiyaar.

Agar aapko Koi dikkat Aata Ho To Mujhko Contact Kr Skte Ho.
                        Whatsappp pe
                        ☺😀🔰🔙

http://affiliate.flipkart.com/install-app?affid=talktoami1

    Download Flipkard mobile app

                          Thanks

Agar Mobile Use Karte Hai To वेब वर्शन देखें Pe Click kare.

hamse sampark kare

नाम

ईमेल *

संदेश *

Blog Archive