My Blogger TricksAll Blogger TricksAll Blogging Tips

बुधवार, 30 दिसंबर 2015

Apne Blog Me Google Translate Widget Kaise Add Kare....Hindi Me Jankari

Hi friends , Aaj me aapko batane ja raha hu ki apne blog me google translate widget kaise add karte hain . Agar aap chahte hain ki aapke blog par pure world visitors aaye or aapke blog ka traffic bad jaye .Toh iska ek free tarika aaj me aapko batane ja raha hu. – blog me google translate widget add karna, jisse aapke blog ko visitors kisi bhi language me pad sakenge. hindi , english , or other kisi bhi language me translate kar sakte hain .

Google translate widget se hame traffic bhi tab mil sakta hai jab hame kisi knowledge ke acche writer ho . fir chahe vo hindi , english ya koi bhi language ho . Aap kisi bhi language me blogging kar sakte ho but aapki writting me 80% words sahi likhe hone chahiye . jisse u se dusri language me translate karne par clear translation ho sake . or other language ke readers aapke blog ko pasand kar sake . Or aap apne blog ka traffic kafi bada sakte hain.

Blog Me Google Translate Widget Add Kaise Kare ?

Apne blog me google translate widget karne se kya fayda hota hai ye to aap ab jan hi chuke honge . toh chliye ye bhi jan lete ki blog me google translate widget kaise add karte hain .
  1. First of all aap apne blog ke dashboard par jaye or layout par click kare .
  2. Ab aapko jaha google translate widget add karna hai vha par add a widget par click kare.google translate widget
  3. Translate par click kare.
Ab ek popup window open hogi usme aapko google translate ka title or style select karni hai.
  1. Google translate widget title enter kare .
  2. Translate widget ki style select kare.
  3. Ab save par click kare.save widget
finaly  save template par click karne ke bad aapke blog me google translate widget add ho jayegi . ab aapke visitors aapki blog posts aasani se apni language me pad payenge .
Toh friends ye tha google translate widget se apne blog ki traffic ko badane ka tarika . jisme aapko kuch bhi karne ki jarurat nahi hai. agar aapko ye post pasand aayi ho toh is post ko apne friends me share jarur kare ……
Aur mujhe contact Kare Whatsapp Pe.
         Thanks

1 टिप्पणी:

Agar Mobile Use Karte Hai To वेब वर्शन देखें Pe Click kare.

hamse sampark kare

नाम

ईमेल *

संदेश *

Blog Archive