My Blogger TricksAll Blogger TricksAll Blogging Tips

शनिवार, 2 जनवरी 2016

Gmail Account kaise Create kare.Hindi Me

Gmail I'd Kaise Banaye..

Hello Dosto Aaj Mai Baat Krta Hoo.
Gmai I'd Ka.



Gmail I'd hota kya hai Aur Iska Kya Kaam Hai.

Gmail I'd Matlab Bole To Googlemail I'd Hai.
Yaani Google Se Jura Mail Hota Hai.

Gmail Id ka kya kaam hai.

Gmail I'd ka kaam yah hai ki aap jaise youtube ,blogger,googlemap,play store,etc ko jab aap kholte ho to sabse zaroori gmail I'd mangta hai aur agar aapko gmail I'd nhi hai to aap usme prewes nhi kar paaoge.
Google mail ka kaam yhi hai ki jab aap google se juri koi bhi chij open karoge to aapse gmail account mangega.
Isiliye to Maine ye post likha .

To chaliye jante hai gmail I'd kaise banate hai.

Sabse pehle aap gmail.com ki website pe jaao.

Aur mere steps ko pichha karo.

Step1:

Gmail.com par jaake create an account par click maaro.

Step2:

Uske baad Ek window kulega.Mai screen short de rha hoo.

Step3:
1. Firs Name
2. Last Name
3. UserName Yaad rage username aisa hona chahiye Jo aapko yaad rakhne me aasan ho aur koi usme diya bhi na ho iss se pehle.
4. Password 
5. Repeat password 
Apna date of birth daaliye.

6. Day
7. Month
8. Year

Ab aap kiss desh me rhte ho WO sab chhoriye mai janta hoo aap India k hi ho.
10.  number daale
10.  Aap apna imail nhi doge to bhi chalega.
11. Aap image mei Jo code hai daale.      

12. I agree k button paf click kare
13. Ab continue k bottun par click kare .

Google ki aur se ek popup window khulega usme mai screen short de. Raha hoo aisa aayega usme aap kya choose krna chahte ho TEXT MASSEGE ya VOICE CALL.
dono mei se aap koi bhi choose kare waise to text massege hi thik rahega.aapka man.

Uske Baad       14. Continiue ki botton par click kare.

Fir kya hai aapko Jo code dega usko enter kare.

Yaad Rahe number wahi dena Jo number aapke pass ho kyonki using number pe code aayega.


Todosto agar koi probleme aaye to comment kr sakte ho.
                    Thanks.         

0 comments:

एक टिप्पणी भेजें

Agar Mobile Use Karte Hai To वेब वर्शन देखें Pe Click kare.

hamse sampark kare

नाम

ईमेल *

संदेश *

Blog Archive